Jo manjoor na tha kishmat ko wo karana chaha
Pyar bankar tumhari raahon me bikharana chaha
kitani maayush hain ye jheel si aankhe tumhari
doobkar in me bhala kisne ubharana chaha
Main to ek ashk ka samandar hoon mutabik tumhare
kaun sa tumne bhi mujh tak hi tharana chaha
Tumhare waade ne mujhe rok diya hain barkar
tumhari tarah jo kabhi jaha se gujarana chaha
kuch aur bar gaye fir kishmat ke andhere
humne jab gum ke samandar se ubharana chaha