Doobta Shaqs to sahil ki talash me gum hai
yeh Aabo-hawa bhala kiski talash me gum hai
Mujhe bhi batao mere humsayon mere hum-nasron
yehsara shehar bhala kiski talash me gum hai
Nazar se nazar milne ki baat hai yaro
varna har nazar ik nazar ki talash me gum hai
Wo ik baat jo ik mode par aakar ke tham gayi
wo baat chand alfaz ki talash me gum hai
Dar hai kiska sab apno me tanhayi kyun hai
har saya ghabraya sa kiski talash me gum hai