Jab bhi likhta hoon tera afsana likhta hoon
Har afsane mein kardar wohi purana likhta hoon
Yun to hain kardar kai magar har baar
Hosh ruba tujhko khud ko deewana likhta hoon
Ab to junoon hai mujhko teri mohabbat ka
Tujhko apna khud ko begana likhta hoon

Last edited by ashu_uppal on Wed Mar 31, 2010 10:10 pm; edited 1 time in total