FRENZ 4 EVER

kabhi barso to sirf in aankho se barso Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

kabhi barso to sirf in aankho se barso Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Mon Sep 28, 2009 4:46 pm

    kabhi barso to sirf in aankho se barso,
    aie aansuo tum kabhi na kisi ki chahat ko tarso,
    kisi ki khushi ya gum ke waste,
    tum sirf or sirf meri aankho se barso.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Mon Sep 28, 2009 4:49 pm

    haste haste kyu aankh me aa jate hai ye aansu,
    dil ki gehraio ko behla jate hai ye aansu,
    kese keh de ki ji rahe hai hum,
    hume fir se tanhai ka ehsaas dila jate hai ye aansu
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online kabhi barso to sirf in aankho se barso Online
    Offline kabhi barso to sirf in aankho se barso Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by SourabhBasak Tue Sep 29, 2009 5:55 pm

    Aansuon ko bhi humne taraste hue dekha hai.......
    bin mausam ke baadlo ko baraste hue dekha hai.......
    teri mohabbat ne humper na jane kaisa jaal faeka hai......
    har kisi ko humne apne halat per taraste dekha hai....
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Tue Sep 29, 2009 7:43 pm

    aansu beh jate hai barsat ki tarah,
    koi kese chod deta hai kisi ko aakhri mulakat ki tarah,
    jo beet jati hai wo zindagani kis kaam ki,
    choot jati hai saanse ik haath ki tarah
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Wed Oct 21, 2009 10:19 pm

    Aansuo ko aankho me ghutan hoti hai,
    dil me bhi ab ik ajib chubhan hoti hai,
    kese samjhaye is dil ko,
    jane kyu is dil me aapke lie tadpan hoti hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Thu Oct 29, 2009 11:32 pm



    Rone ki bate bhi saath me ki,
    pyaar ki mulakate bhi sath me ki,
    ye duria kis ke lie,
    jab umar bhar ki bate jazbato se ki


















    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Thu Dec 17, 2009 6:11 pm

    uski yaado ko gale laga ke roye,
    labo pe jhuti hasi lakar roye,
    kitne royi thi ye palke kisi ki yaad me,
    kya reh gaya tha baki is zindagi me,
    kabhi uske aagosh me sar jhuka kar roye.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Mon Feb 08, 2010 11:58 pm

    khamoshi me ik awaz gunjti hai,
    do dilo ki dhadkane aksar sath chalti hai,
    bandisho me koi nahi reh pata hai yaha par,
    ashko ki lau pyaar me kabhi na bhujti hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Mon Mar 01, 2010 8:18 pm

    ashko ke behne se awaaz kaha se aayegi,
    is dil ko teri tadap kuch aisa sukun de jayegi,
    bandisho me arse se jine ke baad bhi,
    khushi khud b khud in hotho pe samayegi
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online kabhi barso to sirf in aankho se barso Online
    Offline kabhi barso to sirf in aankho se barso Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Daisy Tue Mar 02, 2010 1:06 pm

    clap 2 BOHAT KHOOB ASHU JI AUR SAURABH JI
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Tue Mar 02, 2010 9:04 pm

    shukriya daisy ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Tue Apr 06, 2010 6:17 pm

    khushi ki bheed me gum na ho jaye
    uski aankhe hamare lie num na ho jaye
    ehsaas ki chadar me jine ke baad bhi
    uski zindagi kisi aur ki sanam na ho jaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Mon Apr 12, 2010 11:04 pm

    ashko ki boonde zazbat rakhti hai,
    tanhai me behne ke lamhaat rakhti hai,
    bas behti rehti hai kisi ki yaado ke saye me,
    har din behne ki nai shuruwat rakhti hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Tue Apr 13, 2010 1:15 am


    Ashko ki zuban ko har koi kya samjhey
    Dil agar roye to ashk nain bhigoyengey
    Zazbaat machal jayenge, lub kapkapayenge
    Kuch na kah saki zubaan to "Tanvi" ashk hi kahani sunayenge
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Guest Thu Apr 15, 2010 11:10 pm

    Dil ke zazbato ke machalne se pehle,
    ashk jane kitne nikale zindagi sambhalne se pehle,
    hosh me tab aaye jab tha khud pe haq,
    zinadagi kya basar karte hum ghar se nikalne se pehle


    Sponsored content

    kabhi barso to sirf in aankho se barso Empty Re: kabhi barso to sirf in aankho se barso

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 5:49 pm