Tera naam likh likhkar mitana bhool jaata hu.......
tumhe jab yaad karta hu to jamana bhool jaata hu........
bahut si aisi baatein hai jo dil mein rehti hai....
tum milti ho to woh sab batana bhool jaata hu........
mein har shaam sochta hu apna haal-e-dil sunao.......
teri yeh nadaan harkato ko dekhkar sunana bhool jaata hu........
tere aakhon mein jo dekhe the us din ashq.......
woh sochkar mein muskurana bhool jaata hu........