Main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta,
Iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta ....
Chahta hoon main tujhe aaj bhi par,
Teri soch mei apna waqt bekar nahi karta...
Tamasha naa ban jaaye kahin mohabbat meri .....
Isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta.....
Jo kuch mila hai usi mei khush hoon main....
Tere liye khuda se taqraar nahi karta ....
Par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim...
Warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta....