Mujhe khabar thi wo mera nahi paraya tha
Pa dhadkano ne usi ko khuda banaya tha
Main khawab khawab jisay dhondta phira barso
Woh ashk ashk meri aankh main samaya tha
Tera qusoor nahi jaan meri tanhai
Yeh rog main ne he khud jaan ko lagaya tha
Tamaam sheher main ek woh hai ajnabi mujh se
Ke jis ne geet mera sheher ko sunaya tha
Poet :- Farhat Shahzad