FRENZ 4 EVER

Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne..... Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne..... Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne.....

    sagar......dard ka
    sagar......dard ka
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne..... Online
    Offline Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne..... Offline


    Male

    Pisces Dog

    Posts : 170
    I LiveIndia

    Job/hobbies : Retail Store Manager
    Humor : Sarcastic, Sensible and offcourse full of HUMOR

    KARMA : 17
    Reward : 19

    Mood : lazy

    F4e Status : "...Ham ba-wafa the jo najro se gir gaye,
    unhe talash shayad kisi bewafa ki thi..."

    Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne..... Empty Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne.....

    Post by sagar......dard ka Thu Dec 22, 2011 10:15 pm



    Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne,
    ek shakhs ko chaha tha, apno ki tarah hamne,
    ek shakhs ko samjha tha, foolon ki tarah hamne,
    wo shakhs kayamat tha, kya uski karein baatein,
    din uske liye paida aur uski hi thi raatein,

    kam milta kisi se tha, hamse thi mulakatein,
    rang uska shahaabi tha, julfon me thi mehkarein,
    aakhien thi ki jaadu tha, palkein thi ki talwarein,
    dusman bhi agar dekhe, to jaan se haare,
    kuchh tumsa wo milta tha, baaton me sabahat thi,
    haan tumsa hi lagta tha, shokhi me shararat mein,
    lagta bhi tumhi sa tha, dastoore muhabbat mein,

    wo shakhs hamein ek din apno ki tarah bhula,
    taaron ki tarah dooba, foolon ki tarah toota,
    fir haath na aaya wo, hamne bahut dhundha,

    tum kis liye chaunke ho,tum kis liye chaunke ho,
    kab jikr tumhara hai, kab tumse takaja hai,
    kab tumse shikayat hai,
    ek taaja hikayat hai,
    sun lo to inayat hai,

    Ik shakhs ko dekha tha, taaron ki tarah hamne,
    ek shakhs ko chaha tha, apno ki tarah hamne,
    ek taaja hikayat hai,
    sun lo to inayat hai,

      Current date/time is Tue Mar 19, 2024 3:22 pm