Khawb posh aankhoon mein,
Aansuon ka bhar jana,
Hasratoon k saahil par,
Titiliyoon ka mar jaana,
Habs ki hawaaon mein,
Khushboon ka darr jana,
Dil k garm sehra mein,
Hashar hi bapaa hona,
Dard ka la-dawa hona,
Kiya bohat zaroori tha,
Youn tera mujh se juda ho jana!!
Aansuon ka bhar jana,
Hasratoon k saahil par,
Titiliyoon ka mar jaana,
Habs ki hawaaon mein,
Khushboon ka darr jana,
Dil k garm sehra mein,
Hashar hi bapaa hona,
Dard ka la-dawa hona,
Kiya bohat zaroori tha,
Youn tera mujh se juda ho jana!!