Apne gam ki Numaish na kar,
Apne nasib ki Aazmaish na kar,
Jo tera hai tere Paas khud aayega,
Har roz usse paane Ki khwaish na kar,
Chu le tu asman zamin ki talaash na kar
Jee le zindagi tu khushi ki talaash na kar,
Taqdir badal jayegi apne aap hi aey dost,
Muskrana sikh le wajah ki talaash na kar...