Ab kaha iss kalam mein itna dam ke alfaz piroye,
Vo zamana aur tha ke lafz khud sajde mein jukte the hamari kalam ke,
Dil jab deta tha aazan,
Aa ke wuzu kiya karte the vo jasbaato se,
Pav tale tha aasam, sar pe li thi zamin,
Kabhi ham bhi "Raj", chahite the aawam ke...