Geele kagaz ki tarah hai zindgi apni
Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi.
Is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
Koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.
Sukhi pathon ki tarah hai zindagi apni
Koi rangon ki mehfill bana bhi nahi
Subha aati hai ek shaam ke baad
Koi aapna banake dil mein sajata nahi
Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi.
Is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
Koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.
Sukhi pathon ki tarah hai zindagi apni
Koi rangon ki mehfill bana bhi nahi
Subha aati hai ek shaam ke baad
Koi aapna banake dil mein sajata nahi