Terii yaadon ke siwa ye waqt guzarta nahi
Ek pal tumare bina ye dil sota nahi
Kisey bataye meri nakaamiyon ka kissa
Aapke chahat ke bina ye zindagi bhata nahi
Hum toh bezubaan the iss ishq ke galiyon mein
Ye naqsh -e-dard kisey sunaate nahi
Teri bina youn khat rahi hai dariya-e-zindagi
Aapne dard kisse sunaye ke woh meri awaaz sunnte nahi
Alfaaz bhi nikalte hai tere dua ke liye
Aaj bhi tumne humari muhabbat ko pehchaana nahi
*Daisy*