yun na sataao humein tanha rehne do
yaadon ke andhere na laao ujaala rehne do
bade dard mile bahut kuch saha maine
tasavvur-e-jaanaa mein ab yeh ashk behne do
kyon karte ho gila tanhai ka waise
saath hain yaaden teri, saath hi rehne do
yaadon ke andhere na laao ujaala rehne do
bade dard mile bahut kuch saha maine
tasavvur-e-jaanaa mein ab yeh ashk behne do
kyon karte ho gila tanhai ka waise
saath hain yaaden teri, saath hi rehne do