kab tak tere sitam ko mohabbat qarar doon
koi suboot teri wafa ne nahi diya
ashkon ne raat sabko ye kissa suna diya
maine jise zabaan pe aane nahi diya
halla ke kuchh kami na ibadat me maine ki
fir kyon humara saath duaon ne nahi diya
koi suboot teri wafa ne nahi diya
ashkon ne raat sabko ye kissa suna diya
maine jise zabaan pe aane nahi diya
halla ke kuchh kami na ibadat me maine ki
fir kyon humara saath duaon ne nahi diya