Subah Teri Chhaun Ka Ehsaas Acha Laga, Tera Chupke Se Mere Paas Aana Achha Laga, Tera Wo Mujhe Sote Hue Takte Rehna, Tera AagoshMe SaMetna Mujhe Achha Laga
Kisi ko na chahne se pyaar kam nahi hota, Keh na pane se izhaar kam nahi hota, Wo kehte hai hum unhe yaad nahi karte, Yaado ko na jatane se pyaar kam nahi hota.
Zindagi ki kashmakash ko kyu main samajh nahi pata dil ki is uljhan ko kyu suljha nahi pata beinteha mohabbat hai dil mein kisike liye, chahte hue bhi kyu jata nahi pata