khuli jo aankh to na wo tha na wo zamana tha
Dehekti aag thi tanhayi thi fasana tha
Gamon ne baant liya mujhe yuun aapas mein
Kay jaise main koi loota hua khazana tha
Yeh kya chund hi qadmon par thak ke baith gaye
Tumhein to saath mera duur tak nibhana tha
Mujhe jo mere lahoo mein dubo ke guzra hai
Woh koi gair nahi yaar ek poorana tha
Khud apne hi haath se usko kaat diya,
Ke jis darakht ki tehni pe ashiyana tha