kabhi use bhi meri yaad saatati hogi
aapni aankho mein mere khawab sajati hogi
wo jo har waqt khayalo mein basi rahti hai
kabhi to meri bhi soch mein kho jati hogi
wo jiski rah mein palke bichi rahti hai
kabhi mujhe bhi aapne pass bulati hogi
labo par rahti hai har pal hasi bankar
tasveer se meri wo bhi muskurati hogi
jis se pyar har pal karna chahu
kabhi iqrar to wo bhi karna chati hogi
jiske liye meri har raat kat ti karvat karvat
kabhi to use bhi neend na aati hogi