main pooch pooch kar haru so so sawal tumse
tum aik jawab na do aisa kabhi na karna
tum chaand ban kar rehna main dekhta rahuga
kisi roz tum na niklo aisa kabhi na karna
mere liye hi hasna mere liye he rona
mujhse biched kar jee lo aisa kabhi na karna