Kahan mumkin tha mai dil se teri yadain mita deta
bhala kaise mai jeeta phir agar tujh ko bula deta
teri ruswai k dar se labon ko see liya warna
tere shehr-e-munafiq ki mai bunyadain hilla deta
kiya tark-e-wafa us ne to ho gi us ki majbori
jisse barson dua di thi usse kya baddua deta
khabar hoti agar mujh ko nahi hai too muqaddar mein
Ussi lamhe mai hathon ki lakeeron ko mita deta