Author-Mirza Ghalib
-Sung By, Begum Akhtar.
Aah ko chahiye ik umr asar hone tak,
Kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak,
Aashiqi sabr talab aur tamanna betaab,
Dil ka kya rang karun khuun-e-jigar hone tak,
Ham ne maana ke tagaaful na karoge lekin,
Khaak ho jaayenge ham tum ko khabar hone tak,
Gam-e-hasti ka 'Asad' kisse ho juz marg ilaaj,
Shamaa har rang mein jalti hai sahar hone tak...
tagaaful = neglect
juz = other than;
marg = death;
sahar = dawn