kabhi mile toh yeh baat…ussey kehna…
woh saath tha toh zamana tha humsafar mera…
Magar ab koi nahin mere saath …ussey kehna….
ussey kehna..ke bin uske din nahin katta…
Sisak Sisak ke katti hai raat …ussey kehna…
usey pukarun..ke khud hi puhaunch jaun
nahin rahi ab woh baat …ussey kehna…
agar woh phir bhi na laut aaye qaasid
humhare jahaan ki halaat …ussey kehna
har jeet uske naam kar raha hun mein…
har kar bhi jeet raha hun mein…USSEY KEHNA…
.