Berang-Besabab Yeh Gulistan Banaya
Bulbul Ne Kya Sochkar Yeh Aashian Banaya
Udti Hai Khaak Ya Rab Sham-o-Saher Mein
Kiske Gubare Dilse Yeh Khakda Banaya
Ek Rang Pe Na Rehna Yahan Ka Ajaan Nahi Hai
Kya Kya Na Rang Laye Tab Yeh Jahan Banaya
De Gaya Woh Zakhm Hamein Umr Bhar Ke Liye
Jaane Kya Sochkar Humne Usse Apna Banaya