Iss dasht ke sehra ko samandar kar de,
Ya meri aankh ke har aashk ko patther kar de,
Aye Allaha main aur nahi kuch tujhse mangta,
Meri chadar mere pairon ke barabar kar de,
Mujhe gher na le yeh atish-e-duniya kahin,
Mujh par apni rehmt ka saaya kar de,
Mujhe khaak na karde meri hasti ka ghuror,
Mujhe mere nafs se moutabar kar de,
Aye Khuda meri duaon mein wo asar kar de,
Mangu main tujhse qatra aur tu samandar kar de...

By- Alama Iqbal