Tumare hothon ko chukar ek naye subha banaon
Aakar paas tumare phir door na mein jaon
Aaine ke saamne sawar kar tere naam mein likhon
Raat aur din tumare naam ki moti mein banwaon
Inn aankhon mein tumari yaadein mein sajwaon
Tumare aangan mein phool bankar muskuraon
Tumare kadam ki aahat se mein jiyon
Pal pal tumari khusbhu mere bas jaon
Iss ishq k saare hadd mein par kar jaon
Tumari hothon ki narm saason ko mein aapna banaon