Barso ki chahat ko ek pal mein badalte dekha hai maine
Toot kar chahne walo ko baat se mukarate dekha hai maine
Naaz karte the jo apni wafao pe
Unhi ko bewafai karte dekha hai maine
Kaise saja loon sapna apni udas aankhon mein
Har khawab ko toot kar bikharte dekha hai maine
Karte the jo wada hamesha sath chalne ka
Phir unhi ko raasta badalte dekha hai maine
Aitbaar na raha hai kisi par bhi kya karain
Is aitbaar ko bhi baar baar marte dekha hai maine.