FRENZ 4 EVER

channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Tue Mar 09, 2010 11:30 pm

    Ruh me lipat kar bas chahte rehna hai,
    tere naam ke nagmo ko gungunate rehna hai,
    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak,
    ek khwaish teri saanso me samate rehna hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Wed Mar 24, 2010 8:32 pm

    apni parchai se bhi darr hai lagta,
    ab to ye dil jane kyu itni aah hai bharta,
    kis bat se pareshan hai ye zindagi,
    bebasi ke mahol me dil khudse hai ladta
    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Tue Apr 06, 2010 5:40 pm

    tere hotho pe khil jau kuch is tarah
    teri baaho me pighal jau kuch is tarah,
    ik pal bhi gawara nahi tere bina,
    saanso me bas jau kuch is tarah
    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Wed Apr 07, 2010 2:41 pm

    Tham lo daman mera ye bahakte bahut hai
    Ye laharaker mere tan se simattey bahut hai
    Inke tan me simat ne se teri bahon ka ehsas hota hai
    Lab kapkapa uth tey hai, sansey rukney ka gumaan hota hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Wed Apr 07, 2010 3:35 pm

    Tere daaman ko aanchal se bhatakne nahi denge
    tere pyar ko hum ashko me bhigone nahi denge
    chahe jo bhi ho anjaam is pyar ki kahani ka
    pyar ke ehsaaso ko dilo se mitane nahi denge

    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Wed Apr 07, 2010 3:42 pm

    bahut khoob reply kiya apne ashu dear apne god bless u+k
    Anonymous
    Guest
    Guest

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Guest Wed Apr 07, 2010 3:49 pm

    thanks so much tanvi

    Sponsored content

    channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak Empty Re: channd khwaisho hai is dil ki jo bayan nahi ki ab tak

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Wed May 08, 2024 12:47 pm