Mujhko Pagal Bana Gaye Aansoo
Jaane Kya Kya Suna Gaye Aansoo
Koi Roya Tha Hichkion Se Bahut
Aur Kisi Ko Hansaa Gaye Aansoo
Baat Kehne Ki Jab Bhi Koshish Ki
Lab Khule The Ke Aa Gaye Aansoo
Jaane Kya Kya Suna Gaye Aansoo
Koi Roya Tha Hichkion Se Bahut
Aur Kisi Ko Hansaa Gaye Aansoo
Baat Kehne Ki Jab Bhi Koshish Ki
Lab Khule The Ke Aa Gaye Aansoo