FRENZ 4 EVER

kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Anonymous
    Guest
    Guest

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Empty kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Post by Guest Sat Jan 23, 2010 3:02 pm

    unhone hamare dil ko sirf aaina samjha,
    tod diya use shisha samjhkar,

    hamne to puri shiddat se chaha tha unhe,
    who chod gaye hame bewafa samjhkar,

    bewafai to unhone ki thi hamse,
    ham wo bhi seh gaye tohfa samjhkar,

    hamari aankho ke aansuo ka bhi kya kasoor tha,
    who use bhi bhula gaye sirf pani samjhkar,

    ab mout se hi ummid lagaye baithe hai,
    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Empty Re: kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Post by Guest Mon Feb 01, 2010 5:53 pm

    Ye Kiska Ghar Jala Hai Zara Fikr Si To Hai
    Basti Me Thodi Der Magar Roshni To Hai
    Main Is Liye Bhi Keh Na Saka Bewafa Use
    Meri Na Ho Saki Wo Mujhe Sochti To Hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Empty Re: kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Post by Guest Mon Feb 15, 2010 7:20 pm

    dard ka ehsaas bhi kuch kam nahi,
    pyar me bhi to dardo ka koi marham nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Empty Re: kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Post by Guest Mon Feb 22, 2010 7:45 pm

    Hasane wale aa aaj tu hi mujhe rulane aaja,
    Duniya ne to kiye hi the tu bhi julm dhane aaja.
    Ye meri khush-kismati thi ke tere hi hatho maut aayi mujhe,
    Aa e humnafaz tu he is tadapti laash ko dafnane aaja

    Sponsored content

    kafan bhi pahenge unka daman samjhkar Empty Re: kafan bhi pahenge unka daman samjhkar

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri May 17, 2024 5:11 pm