FRENZ 4 EVER

Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Guest Mon Oct 12, 2009 10:26 pm

    Pucha hai kai baar kisi ne pata mujhse meri taqdeer ka,
    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka,
    Na bata saka hun aur na hi khud jaan saka hun main,
    Rang un gore hathon me mere ishq ki laqeer ka
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Re: Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Guest Tue Oct 13, 2009 11:44 pm

    labo pe koi naam saja na sake,
    itne khoye uski yaad me ki khud ko jaga b nahi sake.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Re: Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Guest Fri Oct 16, 2009 10:03 pm

    hume pata nahi dil ki manzil kahan hai,
    hum to unke peeche peeche chalte rahenge,
    safar khatam kar denge wahin par,
    jahan tak unke kadam le chalenge.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Re: Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Guest Wed Dec 23, 2009 9:08 pm

    Dil me humare jo baste
    Roz khwabon me unhi ko hai laya
    Sawal to dil me kahi uthe
    Har baar jawabon main aapko hai paya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Re: Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Guest Tue Feb 02, 2010 10:14 pm

    Manzilo ki talash mein dar-be-dar bhatakte hai
    na jane kis modd pe wo sulagte hai
    koyi toh baat hai unmein jo
    hummare dil dur rehkar bhi dhadakte hai

    Sponsored content

    Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka Empty Re: Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani hui tasveer ka

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri May 10, 2024 9:03 am