Hum chand se aaj laut aaye,
Deewaren to har taraf khadi hai,
Kya ho gaya meharabaan saaye,
Jangal ki hawaayen aa rahi hai,
Kaagaz ka ye shehar uud na jaaye,
Hai aaj zameen ka gusal-e-sahat,
Iss dil mein hai jitana Khun laaye ,
Sehara sehara lahu ke Kheme,
Phir pyase lab-e-furat aaye...