FRENZ 4 EVER

kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Anonymous
    Guest
    Guest

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Guest Thu Feb 25, 2010 10:31 pm

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte
    ye apna dard hai aur dard ka charcha nahi karte

    judai ki ruto me soorte dhoondlane lagti hai
    so aise mausam me aaina dekha nahi karte

    jyada se jyada dil bicha dete hai raho me
    magar jisne bichadna ho use roka nahi karte

    hamesha ek musafat ghoomati rehti hai paav me
    safar ke baad bhi kuch log ghar pahuncha nahi karte
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty Re: kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Guest Sat Feb 27, 2010 12:28 am

    sari duniya se hum anjan bane unke liye
    ab wo hi hamse anjan bane baithe hai
    e dil ab aur intzaar mat kar
    lagta hai woh kisi aur ke mehman bane baithe hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty Re: kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Guest Tue Mar 09, 2010 11:19 pm

    dil lagana to aasan hota hai
    pyar me doob jana aasan hota hai
    magar pyar me dil tootne ke baad
    do gaz zameen pana aasan hota hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty Re: kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Guest Mon Mar 29, 2010 9:49 pm

    Tadap dil ki bulaegi kya phir bhi nahi aaoge
    Humari jaan chali jaegi kya phir bhi nahi aaoge
    Na aegi humari yaad Tab tak mat ana
    Magar jab yaad humari aegi kya phir bhi nahi aaoge
    Anonymous
    Guest
    Guest

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty Re: kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Guest Fri Apr 09, 2010 2:11 pm

    Chahti hai khud ko banana mujhe tabaah karke
    Deti hai pyar ka marhum zakham hara karke
    Kaisa pyaar hai tera aie bewafa
    Hasti hai bhari mehfil me mujhe ruswa karke

    Sponsored content

    kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte Empty Re: kisi ke hijr me yun tootkar roya nahi karte

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu May 09, 2024 2:57 pm