FRENZ 4 EVER

Barbaad Mohabbat Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Barbaad Mohabbat Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Barbaad Mohabbat

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Fri Feb 19, 2010 10:02 pm

    Barbaad Mohabbat Ka Jab Haal Suna Hoga,
    Dil Todne Wale Ka Kya Haal Hua Hoga

    Nafrat Hi Sahi Dil Me Lekin Teri Mehfil Me,
    Ek Mere Na Hone Se Toofaan Utha Hoga

    Kyon Tark-E-Talluk Ka,Izaam Mujh Hi Par Hai,
    Kuch Teri Khata Hogi Kuch Jurm Mera Hoga
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Sat Feb 20, 2010 7:21 pm

    dil-e-aarzoo ne humein deewana bana diya
    royethe na kabhi par kisi ne rula diya
    unhe humari yaad na aayi hogi bhule se kabhi
    par humne unki yaad mein zamana bhula diya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Mon Feb 22, 2010 7:00 pm


    Zindagi Itne Dard Deti Hai,
    Dil Men Phir Bhi Ummeed Si Rehti Hai,
    Dil Kehta Hai Kuchh Nahi Hoga,
    Par Kuchh To Hoga Yeh Ummeed Kehti Hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Wed Mar 03, 2010 11:16 pm

    na ho udaas wo tujhse agar nahi milta
    yaha kisi se koi umar bhar nahi milta
    hua hai sheher tabha tujhko to khabar hogi
    bahut dino se mujhe apna ghar nahi milta
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Mar 25, 2010 1:23 pm

    Roshani kab kam hui pata na chala,
    khushi kab gum hui pata na chala,
    Tumhari yaad me khoye kuch is tarah,
    aankh kab nam hui pata na chala
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Mar 25, 2010 1:25 pm

    wooooooow lovely shearing dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Mar 25, 2010 1:28 pm

    thanks dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Mon Apr 05, 2010 8:43 pm

    Khuda ko hamari gujarisho par rehem na aya,
    Is Tute hue dil ko khuda bhi seh na paya,
    Jikar hua hamara kuch is kadar,
    Do lafz na keh saka humse hamara saya.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Fri Apr 09, 2010 2:31 pm

    Humne pana chaha to pa na sake,
    Humne khona chaha to kho na sake,
    Dil ka chain manga to mil na saka,
    Raat ki niind chahi to so na sake
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:15 pm


    Jin ankho me uska pyar basa hai
    Unhe aaj uske liye barste dekha hai
    Kabhi uske sath kuch pal gujare the
    Aaj khud ko uske liye pal-pal tarsate dekha hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:37 pm

    ashk rukhsar per nahi atay

    dil mein chhalay say phoot jatay hein

    dil k rishtay ajeeb rishaty hein

    saans laynay say toot jatay hein ...
    [/center]


    Last edited by Tanvi on Thu Apr 22, 2010 9:40 pm; edited 1 time in total
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:39 pm

    Vada humne kiya tha nibhane ke liye
    ek dil diya tha ek dil pane ke liye
    Unhone mohabbat dikhladi aur kaha
    Humne to mohabbat ki thi tumhe aazmane ke liye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:50 pm


    Haqiqat Na Pooch Mere Afsane Ki
    Tere Jate Hi Badal Gai Nazar Zamane Ki
    Log Pochte Hai Mai Khush Q Nahi
    Kya Kahu Aadat Thi Tere Sath Muskurane Ki

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:54 pm

    Ha yahi to hai aankho ka Pyar,
    Jo ek nahi hota hai kai baar,
    Zazbaat to yaha havao me udaaye jate hai,
    Tode hi nahi dil tudvaye bhi jate hai.

    Sponsored content

    Barbaad Mohabbat Empty Re: Barbaad Mohabbat

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sun May 12, 2024 9:42 am