[color:d882=#000]Annokha rista jo tujhse ban gayaa,
Yun pal mein hi yadon mein bas gayaa...
Mere har sason ko tujhese pyaar hone lagaa...
Dil bhi tujhpe kurban hone ko tadapne lagaa,
Zindagi ki dusre sire par tu roshni si Jagmagane laga,
Andheron ko chod mujhe roshni ki pyaas hone lagi...
Aankhon se saason tak phir rooh pe yun utarr gaya,
Har din tujhse suru aur tujhse khatam hone laga....
Khuda ki Aankhon ka noor tu meri zindagi to sawaar gaya,
Khuda ki nek dua bankar ab meri zindagi ban gayi....
Tere pyaar ko sajda meine kiya,
Tere pyaar ko hi meine ab apna mazhab bana liya..
Tere hi pyaar ko mein....
Sar aankhon pe har pal rakh li..
Tere bin ek pal bhi na mein ji sakun...
Teri zaroorat ab har saanson ko padne lagi..
Hal-e-Dil kaise mein bayaan karoon....
Har shabd tere pyar mein chota lagne jo laga...