Vada nahi karta ke sath nibha paunga main
Sath tere umer bher zindagi bita paunga main
Door hum bhi nahi hona chahte aapse magar
Kya pata kabki baar fanah ho jaunga main
Tere liye sanse abhi to sath de rahi hain
Maloom nahi kab maut ke pas chala jaunga main
Abhi to sath tere rehte hain hum saye ki tarah
Nahi keh sakta kab tumhe tanha chod jaunga main