FRENZ 4 EVER

apni hastee ka hota sabhi ko paas hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

apni hastee ka hota sabhi ko paas hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    apni hastee ka hota sabhi ko paas hai

    imran niazi
    imran niazi
    Member
    Member

    Member is :
    Online apni hastee ka hota sabhi ko paas hai Online
    Offline apni hastee ka hota sabhi ko paas hai Offline


    Posts : 396
    Humor : Life is Nothing Without You

    KARMA : 44
    Reward : 451

    Mood : Happy

    Flower apni hastee ka hota sabhi ko paas hai

    Post by imran niazi Fri Mar 26, 2010 5:24 pm

    apni hastee ka hota sabhi ko paas hai
    apni apni nazar maen har koi khaas hai

    voh khushi jiski yaas maen gum umr sari
    gar sochho to vohi dil ke aaspaas hai

    yun to sabhi apne apne safar ke musafir
    par ek hamsafar ki har kisi ko aas hai

    tishnagi badhne lagi deedaare-yaar ki
    bujhti nahi jo kabhi ye voh pyaas hai

    ladkhadati zubaan shikwaye-jaure-adoo
    hota nahi hamse zore-tarke-ikhlaas hai

    hoga jahaan maen qayam aman kis tarah
    aadmi ko hi nahi aata aadmi raas hai

    husno-ishq se pare aaj fikro-nazar meri
    pehlu maen tere dil phir bhi udaas hai

    behis hui jati hai "fer" aalame-zindagi
    na khushi ab koi na ghame-ehsaas hai

    hastee---existence
    yaas--search/separation
    husno-ishq----love and beauty
    fikro-nazar---thoughts/mindset
    tishnagi---thirst deedaare-yaar---to see the beloved
    shikwaye-jaure-adoo-----complaint of rival/foe
    zore---strength tarke-ikhlaas---to shun all civility
    qayam---lasting aman--peace
    behis---without feeling
    [center]

      Current date/time is Sun May 19, 2024 4:11 pm