Main beti bankar aayi hoon
Maa-baap k jeevan mein
Basera hoga kal mera
Kisi aur k aangan mein
Kyon yeh reet bhagwan ne banayi hogi
Kehte hai aaj nahi toh kal tu parayi hogi
De kar janam pal-poshkar jisne hamein bada kiya
Aur waqt aaya toh unhi haathon se hamein vidaa kiya
Betiya isse samajhkar paribhasha apne jeevan ki
Bana deti hai abhilasha ek atoot bandhan ki
Kyon rishta hamara itna ajeeb hota hai
Kya bas yahi hum betiyon ka naseeb hota hai