FRENZ 4 EVER

Aaj arse baad phir kalam uthai hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Aaj arse baad phir kalam uthai hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Tue Dec 01, 2009 7:02 pm

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai
    aisa to nahi ki tu yaad nahi aai hai

    tere milne se ho gayi hai jaise jannat haasil
    teri aankhon mein doobkar zindagi gavai hai

    teri zulfon ko hatakar jagana woh mera
    khuda ne isliye shayad subha banai hai

    teri hasrat bhari nigahe aur naazuk se yeh haath
    chukhar jinko mujhko mili khudai hai




    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Wed Dec 02, 2009 1:54 pm

    Hum to hain arse se teri ik mulaqaat ke muntazir
    Bhoole kahan aaj bhi hai teri riwayat ke muntazir
    Dooriya badh jayegi yeh gumaan na tha
    ab hain teri siyasat-e-mohabbat ke muntazir
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online Aaj arse baad phir kalam uthai hai Online
    Offline Aaj arse baad phir kalam uthai hai Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Daisy Wed Dec 02, 2009 6:25 pm

    +K Ashu ji bohat khoob...

    Muhabbat karte hai tumse sanam
    Yaadon mein khoye rahte hai sanam
    Maut bhi meri chahat ko na rokhegi
    Tumare saanson mein pal pal jeete hai sanam

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Wed Dec 02, 2009 8:54 pm

    thanks so much daisy ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Thu Jan 07, 2010 5:58 pm

    ehsaas agar ho to mohabbat karo mehsoos
    har baat ka izhar zaroori to nahi juba se
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Tue Feb 09, 2010 11:01 pm

    yuhi aankho se aansu behte nahi
    kisi aur ko hum apna kehte nahi
    ek tum hi ho jo zindagi me ruk se gaye ho
    warna rukne ke liye hum kisi ko kehte nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Wed Mar 03, 2010 10:43 pm

    ye kahani mujhe ab tumhe sunani hai
    kese biti meri zindagani ye baate purani hai
    jo ji hai mene tere sath kuch pal wo ghadiyan
    mere liye bas wahi meri zindagani hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Thu Mar 25, 2010 1:32 pm

    yun to sab pyar karne ka dum bharte hain
    judai ke pal se magar darte hain
    pyar sacha wahi jo teer dil ke paar kare
    Judai mein bhi milan ki jo fariyad kare
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Sat Apr 03, 2010 9:05 pm

    na hara hai ishq na duniya thaki hai
    diya jal raha hai hava chal rahi hai
    sukun hi sukun hai Khushi hi Khushi hai
    tera Gam salamat mujhe kya kami hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Guest Thu Apr 22, 2010 9:51 pm

    Khuda ne jab ye zindagi banayi thi
    Ek badi he naayab khushi is mein sajayi thi
    Ek ehsaas jo do dilo ke beech rehta hai
    Sara jahan jise PYAR kehta hai

    Sponsored content

    Aaj arse baad phir kalam uthai hai Empty Re: Aaj arse baad phir kalam uthai hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri May 10, 2024 8:10 pm