zindagi main guzray wo pal yaad rakhta hun
Mere Hum nafarz teri Yaad saath rakhta hun
Dhalti sham, sunehray badal or khamosh pani
Aj bhi wahin tere anay ki aas rakhta hun

Tere hathon ki narmi bhula pata nahi
naam tera in larkiron say jata nahi
Inhin hathon ko buland tujhai yaad rakhta hun
Aj bhi duaon ka samandar abad rakhta hu