Mujhe khabar thi wo mera nahi paraya tha
par Dhadkano ne usi ko KHUDA banaya tha
mujhe khabar thi wo mera nahi paraya tha,
Main Shaakh Shaakh jise Dhundta Raha Aksar,
Main Shaakh Shaakh Jise Dhundta Raha Aksar,
Wo Ashq Ashq bann meri Aankh mein Samaya Tha.....
Par Dhadkno ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe Khabar thi wo mera nahi paraya tha...!!!
Tera kasoor nahi tha meri Tanhai,
Tera kasoor nahi tha meri Tanhai,
ye Rog maine hi khud apni JAAN ko lagaya tha.....
par Dhadkno ne usi ko khuda banaya tha
mujhe Khabar thi wo mera nahi paraya tha...!!!
Tamaam shahar mein ek wo hai Ajnabi mujhse
tamaam shahar mein ek wo hai Ajnabi mujhse
ki jisne GEET ye mera iss shahar ko sunaya tha.....
par Dhadkno ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe Khabar thi wo mera nahi Paraya tha...!!!