Dosti me na roothna hota hai na manana
dosti lafz jaanta bus hasna aur hasaana
dosti me paraya apna tera mera nahi hota
dosti to hai bus ek apnepan ka saaya
aazmayishon se shak se dosti bahut door
dosti to hai dosti ki duaon ka khazana
dosti lafz jaanta bus hasna aur hasaana
dosti me paraya apna tera mera nahi hota
dosti to hai bus ek apnepan ka saaya
aazmayishon se shak se dosti bahut door
dosti to hai dosti ki duaon ka khazana