Bohot tanha hoon main aaj tu kahan hai....
mere khyaboon ki mehfil ho tu, tu hi wafa hai...
Tujhe jeeta hoon main har ghari apni saanso mein...
Tere bin hai nami har pal meri ankhoon mein...
Tujhe dhundhta hun har fiza mein tu kahan hai...
rait pe chalta rahan hoon main ab kadam dagmate hain...
Ek saathi dhondhta hoon tu kahan hai...
aa ja meri zindagi mein meri dhadkan mein sama ja...
palkoon mein bas ja ya meri rooh mein sama ja...
aa ja ab na sata tu kahan hai.