Bujhe bujhe se ajeeb din hai, khwab hai na khayal koi,
Na manzaron mein koi kashish hai na mausmon mein jamal koi,
Hum ek doojhe ko apni apni adhuri ankhon se dekhte hai,
Humari barson ki chahton par utar raha hai zawaal koi,
Jo hasna chahe to ashk nikle, jo rona chahe to haste jaye,
Humare jazbaat girvi rakh kar bana raha hai misaal koi...