Yaadein pagal kar deti hai baatein pagal kar deti hai,
Chehra pagal kar deta hai ankhein pagal kar deti hai,
Tanha chalne walo ko rahien pagal kar deti hai,
Din to hamara guzar jata hai raatein pagal kar deti hai...