FRENZ 4 EVER

Ek Chemical Nazam... Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Ek Chemical Nazam... Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Ek Chemical Nazam...

    Baba
    Baba
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Ek Chemical Nazam... Online
    Offline Ek Chemical Nazam... Offline


    Male

    Virgo Goat

    Posts : 4687
    I LiveIn d heart of my beloved

    Job/hobbies : Webs & Graphic Designer
    Humor : Killer

    KARMA : 12
    Reward : 2427

    Mood : sad

    F4e Status : Jeene Marne Ki Wajah Hum The Aur Humhi,
    Bewajah Ho Gaye Dekhe Dekhte… :(

    Big grin Ek Chemical Nazam...

    Post by Baba Sun Nov 11, 2018 11:32 am

    Ek Chemical Nazam... Chemical-shayari

    Na Ye Chemistry Hoti , Na Mein Student Hota,
    Na Ye Lab. Hoti Na Ye Accident Hota,

    Abhi Practical Mein Aayi Nazar Ek Ladki,
    Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi,
    Bato Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi,
    Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi,

    Aankhon Se Jhalakta Tha Kuch Is Tarah Ka Pyar,
    Bin Piye Hi Ho Jata Tha Alcohol Ka Khumar,
    Benzene Sa Hota Tha Uski Presence Ka Ehsas,
    Andhere Mein Hota Tha Radium Ka Abhas,

    Nazare Mili, Reaction Hua,
    Kuch Is Tarah Love Ka Production Hua,
    Lagane Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise,
    Nucleus Ke Charon Taraf Electron Ho Jaise,

    Us Din Hamare Test Ka Confirmation Hua,
    Jab Uske Daddy Se Hamara Introduction Hua,
    Sun Kar Hamari Baat Wo Aise Uchal Pade,
    Ignition Tube Mein Jaise Sodium Bhadak Uthe,
    Woh Bole, Hosh Mein Aao, Phechano Apni Auqat,
    Iron Mil Nahi Sakta Kabhi Gold Ke Sath,

    Ye Sun Kar Tuta Hamare Armano Bhara Beaker,
    Aur Hum Chup Rahe Benzaldehyde Ka Kadwa Ghoont Pi Kar,
    Ab Us Ki Yaadon Ke Siwa Hamara Kam Chalta Na Tha,
    Aur Lab Mein Hamare Dil Ke Siva Kuch Aur Jalta Na Tha,
    Zindagi Ho Gayi Unsaturated Hydrocarbon Ki Tarah,
    Aur Hum Phirte Hai Awara Hydrogen Ki Tarha...

      Current date/time is Sun May 19, 2024 8:29 pm