FRENZ 4 EVER

Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Deewana_89
    Deewana_89
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Online
    Offline Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Offline


    Male

    Taurus Snake

    Posts : 130
    Job/hobbies : playing cricket
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : angry

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Deewana_89 Thu Oct 09, 2008 2:08 pm

    Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai...
    Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai...

    Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye...
    Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hai...

    Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo...
    Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai...

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...
    Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai...
    Deewana_89
    Deewana_89
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Online
    Offline Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Offline


    Male

    Taurus Snake

    Posts : 130
    Job/hobbies : playing cricket
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : angry

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Deewana_89 Thu Oct 09, 2008 2:13 pm

    Jo Shaks Meri Soch Ko Ranayi De Gaya
    Woh Mujhe Har Mamlay Mein Khudai De Gaya

    Yaad Ki Gali Tak To Woh Humsafar Raha
    Zindagi ki Raah Mein Tanhai De Gaya

    Utra Woh Meri Rooh Mein Dil Ke Rastay
    Mujh Ko Mere Ghamon Se Reehai De Gaya

    Woh Mere Kareeb Ho ke Dekhta Raha
    Nazdeek Mein Hua To Judai De Gaya
    Deewana_89
    Deewana_89
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Online
    Offline Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Offline


    Male

    Taurus Snake

    Posts : 130
    Job/hobbies : playing cricket
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : angry

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Deewana_89 Thu Oct 09, 2008 2:20 pm

    Chalo phir milengey Kisi Shab

    Raat ke Aanchal ku Ourhey

    Fasloon Sey Moun Morey

    Taroon Ke Neelgoo Roshni Mein

    Chand Ke ujlee Chandnee Mein

    Aansoon Key Sahil Per

    Phir sey Rakhe-e-ngey Qadam

    Hathoon Mein Haath Thame

    Ankhoon he Ankhoon Mein,

    Safar kar lengey

    Kaee Manzileen,Kaee Rastay

    Aur Koi Nahee Bus,

    Yeh Khamooshi Mein Aur Tum

    Woh Unkhaee Se Bateein

    Umad ayeingey Phir sey

    Tere Bheege Palkoon per

    Hawa Bus Ruk Se jayegee

    Aarzooein Phir Sey Machl Jayeingee

    Saansien bus tehr see jayeingee

    Iss tootatey Khwab Kee taab Na la kar

    Aankhein Phir sey 'Chalk' jayeingee

    Sada phir bhi na aye gee

    Khamooshi Phir Bhi reh jayegee

    Aansoon Key Sahil Per

    Phir sey Rakhe-e-ngey Qadam

    Chand Bhi Badal Ke Oot Sey

    Hum Ku jhankta Hu ga

    In berham Waqt ke Maujoon Mein

    Dobta Dekha ga Hum Ku

    Chandnee Bhi Laut jayegee

    'Tu' phir sey Duur Buhat Duur Chale jayegee

    Beet jayege Sare Raat Isee safr Mein

    'Aankh' Khule gee Aur yeh Kwab nagri
    Deewana_89
    Deewana_89
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Online
    Offline Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Offline


    Male

    Taurus Snake

    Posts : 130
    Job/hobbies : playing cricket
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : angry

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Deewana_89 Thu Oct 09, 2008 2:54 pm

    Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi,
    aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi,
    aaj bhi rote hai unki yaad main,
    jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Guest Thu Oct 09, 2008 3:48 pm

    Chandni Raat Hai Aur Alam-E-Tanhayi Hai,
    Zindagi Yaad Ke Daman Mein Simat Aayi Hai,

    Maar Dale Na Kahin Dard-E-Judayi Mujhko,
    Ab To Aaja Ke Meri Jaan Pe Ban Aayi Hai,

    Utre Utre Nazar Aate Hai Phoolon Ke Chehre,
    Tere Jaane Se Gulistan Par Khizan Chhayi Hai,

    Tere Maykhane Mein Jitni Bhi De De Saaki,
    Aaj To Maine Bhi Peene Ki Kasam Khayi Hai,

    Jis Jagah Kuch Nazar Nahi Aata Hai Jalwon Ke Siwa,
    Zindagi Us Mod Pe Mujhe Le Aayi Hai...
    Deewana_89
    Deewana_89
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Online
    Offline Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Offline


    Male

    Taurus Snake

    Posts : 130
    Job/hobbies : playing cricket
    KARMA : 0
    Reward : 0

    Mood : angry

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Deewana_89 Fri Oct 10, 2008 6:48 pm

    wah baba bhai ... bahut achcha laga aapki post dekh kar ....

    Dard hai ki Mohabbat ka Jaata nahi
    Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi
    Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe
    Khuda bhi uska didaar karaata nahi

    Duwa ye aati hai hoto pe bar bar
    Mout aane se pahle bas ek bar
    mere mahboob ke didaar hojaye
    Dil hai ki koi aur khuwaab sajata nahi

    Wo aayega zaroor dil ye kehta hai
    usi ki yaad me muftalib ye rahta hai
    ab ruk ne ko hai ye saanse meri
    aur ye waqt hai ki rukta nahi

    Dard hai ki Mohabbat ka Jaata nahi
    Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi
    Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe
    Khuda bhi uska didaar karaata nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Guest Wed Oct 15, 2008 5:36 pm

    Deewana_89 wrote:wah baba bhai ... bahut achcha laga aapki post dekh kar ....

    Dard hai ki Mohabbat ka Jaata nahi
    Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi
    Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe
    Khuda bhi uska didaar karaata nahi

    Duwa ye aati hai hoto pe bar bar
    Mout aane se pahle bas ek bar
    mere mahboob ke didaar hojaye
    Dil hai ki koi aur khuwaab sajata nahi

    Wo aayega zaroor dil ye kehta hai
    usi ki yaad me muftalib ye rahta hai
    ab ruk ne ko hai ye saanse meri
    aur ye waqt hai ki rukta nahi

    Dard hai ki Mohabbat ka Jaata nahi
    Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi
    Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe
    Khuda bhi uska didaar karaata nahi


    superb dear...aap ki postings awesum hai...keep it up... Thums up

    Sponsored content

    Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein... Empty Re: Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Wed May 08, 2024 5:20 am