Wo mujh se meri udasion ki waja pochti hai
kitna pagal hai raat k sanatey ki waja pochti hai
Woh mujh se mere anson ki waja pochti hai
kitna pagal hai barish k barasney ki waja pochtI hai
Woh mujh se meri pasand k bare mein pochtI hai
kitna pagal hai khud apney hi barey mein pochtI hai
Woh mujh se meri wafa ki intiha pochti hai
kitna pagal hai sahil pe kharey samender ki gehrai pochti hai.