FRENZ 4 EVER

humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Sat Feb 21, 2009 11:35 pm

    har taraf ek hi junoon chaya hai,
    is dil pe na jane kiska saya hai,
    kaun kehta hai dil me zakhmo ka nishaan nahi hota,
    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Tue Jul 14, 2009 1:45 pm

    zakhmo ke nishaan dikhai nahi dete,
    kyu raat ko needno me ab hum angdaai nahi lete,
    seh to lete hai har ek dard chup chap,
    jane kyu in aakho se ab askh nahi behte
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Fri Jul 17, 2009 5:17 pm

    Khamosh hai ye manjar, khamosh he raat hai,
    Khamosh hai baadal, aur khamosh he barsaat hai.
    Kabhi intezaar bhi shor machaya karta tha,
    Fir aaj kyun ye khamosh humari mulakaat hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Fri Jul 24, 2009 10:39 pm

    Ghar se nikle the hausla karke,

    Laut aaye khuda-khuda karke.




    Dard-e-dil paaoge wafa karke,


    Hum ne dekha hai tajurba karke.




    Zindagi to kabhi nahi aayi,


    Maut aayi,zara-zara karke.




    Log sunte rahe dimaag ki baat,


    Hum chale dil ko rehnuma karke.




    Kisne paya sukoon duniya me,


    Zindagani ka saamna karke.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Sun Aug 02, 2009 12:22 am

    kante na hote to phoolo ki hifajat na hoti,

    andhera na hota, to roshni ki jaroorat na hoti,


    agar mil jati har khusi duniya me,


    to dil ki mulakat dard se na hoti
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Wed Aug 05, 2009 1:00 am

    MERE ASHQON KI BAARISH KO SEENE MAIN HI QAID KAR DIA MAINE

    AASMAAN SE BHI NA DEKHA GAYA TO RONE LAGA HAI AAJ
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Online
    Offline humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by SourabhBasak Sat Aug 08, 2009 11:03 am

    Kuch kashtiyan doob bhi to jaya karteen hain
    Zaroore to nahi her kashti k liea kinara ho ...!!
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Sun Aug 09, 2009 4:24 pm

    Maut ke gode me jab sona hoga
    No koi takiya hoga na koi bichona hoga
    Sath honge bas apki guzre yaadien
    Aur shamshaan ka ek chota sa kona hoga
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Thu Aug 13, 2009 12:51 am

    tanhaa hun me aur uski yaad na ho
    esaa koi din kudarat se izaad na ho

    taazub na karo nafarmaani par meri
    nahi ye aisa zurm jiski fariyaad na ho
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Thu Aug 20, 2009 3:22 pm

    Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
    Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
    Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
    Tera naam dil se na mita payenge hum..
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Thu Aug 20, 2009 4:50 pm

    Zakham muskuratay hain ab bhi teri aahat par
    Dard bhool jaatay hain ab bhi teri aahat par

    Umar kaat dii lekin bachpana nahi jaata
    Hum diye jalatay hain ab bhi teri aahat par
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Mon Aug 31, 2009 8:27 pm

    Pyar to bepanah kar gaye,
    fir zindagi me hamko tanha kar gaye,
    chahat thi unke ishq me fanah hone ki
    mager wo laut kar aane ko bhi mana kar gaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Fri Sep 04, 2009 10:39 pm

    Jeene ki tamana na rahi mujhe uske jane ke baad,
    Ro raha hoon zindagi bhar main ek pal muskurane ke baad,
    Ab aa rahi hai woh mujhse pyar jatane mujhe samjhane,
    Jab kuch bhi na bacha mere pas ghar jalane ke baad,
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Wed Sep 30, 2009 1:01 am

    ashko ko chupakar kone me bethe rehna,
    kaun chahta hai gumo ko umar bhar sehte rehna,
    tut jata hai vishwas do dilo ke bich,
    jab hum kehte hai dil ko yuhi dard sehte rehna.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Guest Thu Oct 15, 2009 4:12 pm

    pyar me bhi ashko ko sukun milta hai,
    ashko ko pyar me behne ka hi to junun milta hai

    Sponsored content

    humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai Empty Re: humne to har kone pe zakham ka nishaan paya hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Apr 27, 2024 3:58 am