FRENZ 4 EVER

Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Fri Mar 27, 2009 1:55 pm

    kya baat hai sonu..nice said....
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Sat Mar 28, 2009 12:56 am

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Beauti10


    Aab koi sauda koi junoon bhi nahi,
    Magar qaraar se din kat rahe ho yun bhi nahi,

    Lab-o-dahan bhi mila guftagu ka fan bhi mila,
    Magar jo dil pe guzrati hai keh sakun bhi nahi,

    Meri zubaan ki luknat se badgumaan na ho,
    Jo tu kahe to tujhe umr bhar miloon bhi nahi,

    Jaise koi diya turbat-e-havaa chahe hai,
    Tu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahi...


    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 46798010
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Mon Apr 27, 2009 6:04 pm

    Hawaon pe likha hai maine kissa apni hayat ka,
    Aab koi isse mita nahi sakta,

    Har ek ki tamanna hai ke phoolon pe guzre zindagi,
    Par raah mein pade kantoon ko koi hata nahi sakta,

    Dil chahe inn mast meloon mein gum ho jaye,
    Mager beete hue lamhon ko koi bhula nahi sakta,

    Koi rooth jae tum se to mana lena,
    Jane waloon ko koi wapas bula nahi sakta,

    Samander ki lehroon pe dard e dil likha hai,
    Koi aag laga bhi de per jala nahi sakta...
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Online
    Offline Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by SourabhBasak Tue Apr 28, 2009 2:43 pm

    Maza aa gaya janab........ +k for this one
    Baba wrote:
    Hawaon pe likha hai maine kissa apni hayat ka,
    Aab koi isse mita nahi sakta,

    Har ek ki tamanna hai ke phoolon pe guzre zindagi,
    Par raah mein pade kantoon ko koi hata nahi sakta,

    Dil chahe inn mast meloon mein gum ho jaye,
    Mager beete hue lamhon ko koi bhula nahi sakta,

    Koi rooth jae tum se to mana lena,
    Jane waloon ko koi wapas bula nahi sakta,

    Samander ki lehroon pe dard e dil likha hai,
    Koi aag laga bhi de per jala nahi sakta...
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Sun May 03, 2009 5:16 pm

    thanx 4 d K sonu... muha
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Sun May 03, 2009 5:19 pm

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Harf10
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Wed May 06, 2009 11:39 am

    Masha-Allah baba u r too good, ek karma ka nazrana kabool farmaiyey janab



    naye kaprey badal kar jaoon kahan aur baal banaoon kiss k liye,
    woh shakhs tu sheher hi choor gaya main bahir jaoon kiss k liye.
    Baba wrote:
    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Aansuu11
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Sun May 17, 2009 5:12 pm

    thanx a lot haaya.. n nice sher... behad umda....

    Itna bhi andaz nahi, ye tera parwaz nahi,
    Uska kya anjaam hoga, jiska kuch aagaz nahi,
    Dard usi ka hai ye lekin, uski ye aawaz nahi,
    Wo khud ka hi ho gaya qatil, ye "raaz" ab raaz nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Guest Sun May 24, 2009 7:38 pm

    Kitab-e-dil pe likhe the kitne hi afsane,
    Kuch kisse naye the aur kuch barson purane;

    Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se the qareeb,
    Kuch wo jo aaj bhi lagte hain begaane;

    Kaash aaisi koi rutt koi moosam aaye,
    Khushiyon bhare geet hum lagein gungunane;

    Aaj bhi dil mera iss aas pe zinda hai,
    Ik roz to aayein woh hum ko manane;

    Safha-e-dil ko koi humare padh kar dekhe,
    Khoon-e-jiger se likhe hain sab afsaane;

    Guzra hua zamana bhula do zehen se apne,
    Aate nahi laut ke beete hue zamane…

    Sponsored content

    Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya... - Page 2 Empty Re: Waqt Ko Humne Yaa Humein Waqt Ne Barbaad Kiya...

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Tue May 07, 2024 9:37 am