Tere baare mein jab socha nahi tha
Mai tanha tha magar itana nahi thaa
Teri tasvir se karata tha batein
Mere kamare me aaj itnaa nahi thaa
Samndar ne mujhe pyasa hi rakha
Mai jab sehara me tha pyasa nahi tha
Manane-ruuThane ke khel me ham
BichhaD jaayenge ye sochaa nahi tha
Suna hai band kar li us ne aankhe
Kai raaton se vo soyaa nahii thaa..
Mai tanha tha magar itana nahi thaa
Teri tasvir se karata tha batein
Mere kamare me aaj itnaa nahi thaa
Samndar ne mujhe pyasa hi rakha
Mai jab sehara me tha pyasa nahi tha
Manane-ruuThane ke khel me ham
BichhaD jaayenge ye sochaa nahi tha
Suna hai band kar li us ne aankhe
Kai raaton se vo soyaa nahii thaa..